Ads Top

Nazar Battu Lyrics - Jubin Nautiyal | Son Of Sardaar 2

Nazar Battu Lyrics is a beautiful song from the new movie Son Of Sardaar 2 sung by Jubin Nautiyal and presented by the T-Series label. The music for this captivating track Nazar Battu has been given by Harsh Upadhyay, with heartfelt lyrics penned by Pranav Vatsa. The music video for Nazar Battu has been skillfully directed by Vijay Kumar Arora. 


Nazar Battu Lyrics Jubin Nautiyal Son Of Sardaar 2


Nazar Battu Song Details: 

Song: Nazar Battu
Movie: Son Of Sardaar 2
Singers: Jubin Nautiyal 
Music: Harsh Upadhyay
Lyrics: Pranav Vatsa
Director: Vijay Kumar Arora
Music Label: T-Series

Nazar Battu Lyrics 

Mantr Ye Kaisa Tune Padha 
Main Tera Hua Main Tera Hua 

Mantr Ye Kaisa Tune Padha 
Main Tera Hua Main Tera Hua 

Tujhe Nazar Lage Na Koi Kabhi
Teri Rakhwali Ki Zid Hai Meri 

Tujhe Nazar Lage Na Koi Kabhi 
Aage Main Rakh Le Tu 
↔
Nazar Battu Nazar Battu 
Mujhe Tera Bana Le Tu 

Nazar Battu Nazar Battu 
Mujhe Tera Bana Le Tu

Parwah Hi Nahi Ab Kya Hai Mera 
Main Khud Hi Mera Na Raha 

Parwah Hi Nahi Ab Kya Hai Mera 
Main Khud Hi Mera Na Raha 

Tu Sajti Rahe Main Tika Banu 
Tu Takti Rahi Main Kajal Hoon 

Teri Jhanjhan Mein Main Payal Hoon 
Tera Itar Bann Kar Mehkoh

Nazar Battu Nazar Battu 
Mujhe Tera Bana Le Tu 

Nazar Battu Nazar Battu 
Mujhe Tera Bana Le Tu

Kya Tujhe Hai Khabar Kyun Nahi Tu Jaanta 
Tu Rahe Door Jo Har Kahin Main Lapata

Ishq Ki Kya Zubaan Teri Aankhon Se Bayan
Noor Tu Chaand Sa Tere Sadke Main Yahaan 

Tujhe Nazar Lage Na Koi Kabhi
Teri Rakhwali Ki Zid Hai Meri 

Tujhe Nazar Lage Na Koi Kabhi 
Aage Main Rakh Le Tu 

Nazar Battu Nazar Battu 
Mujhe Tera Bana Le Tu 

Nazar Battu Nazar Battu 
Mujhe Tera Bana Le Tu

Nazar Battu Nazar Battu 
Mujhe Tera Bana Le Tu 

Nazar Battu Nazar Battu 
Mujhe Tera Bana Le Tu

Main Tera Ho Main Tera Ho 
Main Tera Ho Main Tera Ho 

Nazar Battu Nazar Battu 
Main Tera Ho Main Tera Ho 


Written by: Pranav Vatsa


Nazar Battu Music Video



No comments:

Powered by Blogger.