Qayde Se Lyrics - Arijit Singh | Metro…In Dino 2025
Qayde Se Lyrics is a beautiful song from the new movie Metro…In Dino 2025 sung by Arijit Singh presented by the T-Series label. The music for this captivating track Qayde Se has been given by Pritam, with heartfelt lyrics penned by Amitabh Bhattacharya. The music video for Qayde Se has been skillfully directed by Anurag Basu.
Qayde Se Song Details:
Song: Qayde Se
Movie: Metro…In Dino 2025
Singers: Arijit Singh
Music: Pritam
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Director: Anurag Basu
Music Label: T-Series
Qayde Se Lyrics
Dil jalake, muskurane
ki Jo aadat huyi hai mujhe
Lag raha hai, qayde se
Ab mohobbat huyi hai mujhe
Dil jalake, muskurane
ki Jo aadat huyi hai mujhe
Lag raha hai, qayde se
Ab mohobbat huyi hai mujhe
Meri tumhi se hai jawabdaari
Narazgi bhi dher saari
Tumhein harane ki zidd mein
Yeh zindagi tumhi se haari
Agar kabhi tumhein rulaya
Kahan mujhe bhi chain aaya
Asal mein dil nahi tumhara
Khud hi ka dukhaya
Kya bataun dard leke
Kitni raahat huyi hai mujhe
Lag raha hai qayde se
Ab mohobbat huyi hai mujhe
Thikana jahan
tumhara Wahi ghar hai mera
Hai kaandha jahan
Tumhara wahi sar hai mera
Dono chalein toh hai kasam dila ke
Chalengey toh kadam mila ke
Yahan talak pahonchey bhi hai
Yakin mein bharam mila ke
Karar ki tumhi wajah ho
Kabhi lage tumhi saza ho
Tumhi se hai taqleefein bhi
Tumhi toh maja ho
Pehle se bhi aur pyaari
Ab yeh halat huyi hai mujhe
Lag raha hai qayde se
Ab mohobbat huyi hai mujhe
Dil jalake, muskurane
ki Jo aadat huyi hai mujhe
Lag raha hai, qayde se
Ab mohobbat huyi hai mujhe
Written by: Amitabh Bhattacharya

No comments:
Post a Comment