Ads Top

Sab Be Asar Lyrics - King | Shayad Koi Na Sune 2025

Sab Be Asar Lyrics is a beautiful song from the new movie Shayad Koi Na Sune 2025 sung by King presented by King label. The music for this captivating track Sab Be Asar has been given by UKato, with heartfelt lyrics penned by King. 

Sab Be Asar Lyrics King Shayad Koi Na Sune 2025


Sab Be Asar Song Details: 

Song: Sab Be Asar
Singers: King
Music: UKato
Lyrics: King
Music Label: King

Sab Be Asar Lyrics 

Sab beasar raha hai teri yaadon mein
Toh aa ke mujhe bas tu thaam le
Main kho raha hoon bheed mein
Toh jhoothe munh hi chal mera naam le
Main ho na jaaun paagal
Iss duniya mein khwaahish hai tu
Maan le, Maan le
↔
Dur na jaana mujhse, itna bhi tum dur
Ke laut na paao phir
Kyun nasha badnaam karun jab khud hoon choor
Ke sambhal na paaun phir

Dariya mein doobi hui kashti main aakhiri
Isse paar laga de, sajna, aaja
Behka main aisa ke kisi ki bhi naa suni
Sach tu hi bata de, sajna, aaja
Tu aaja na, main tera hi bas hoke rahunga
Meri jaan, main tera bas na dhokha sahunga
Saath de, toh dil pe tera naam likh dun
Meri jaan, main itni bhi jaldi na marunga

Tum mere ho
Jab se dekha tha tumhe pehli baar
Tum mere ho
Jab se hui thi yeh aankhein chaar
Tum tab se mere ho, tum mere ho
Par phir bhi

Sab beasar raha hai teri yaadon mein
Toh aa ke mujhe bas tu thaam le
Main kho raha hoon bheed mein
Toh jhoothe munh hi chal mera naam le
Main ho na jaaun paagal
Iss duniya mein khwaahish hai tu
Maan le, Maan le

Dur na jaana mujhse, itna bhi tum dur
Ke laut na paao phir
Kyun nasha badnaam karun jab khud hoon choor
Ke sambhal na paaun phir
Sambhal na paaun phir

Mujhe pata hai tum naazmi ho
Saadi si ho, aashiqui ho
Mujhe pata hai tum kiss gali ho
Kiss mohalle zaat ki ho
Mujhe pata hai tum khush nahi ho
Dikhti toh azaad bhi ho
Par duniya toh tumhi se chalegi
Main ek ladka hoon, tum mere baad bhi ho

Dur na jaana mujhse, itna bhi tum dur
Ke laut na paao phir
Laut na paao phir
Kyun nasha badnaam karun jab khud hoon choor
Ke sambhal na paaun phir
Sambhal na paaun phir

Written by: King

Sab Be Asar Music Video

No comments:

Powered by Blogger.