Teri Galiyon Mein Lyrics - Mohammad Faiz | New Hindi Song 2025
Teri Galiyon Mein Lyrics is a beautiful song sung by Mohammad Faiz and presented by VYRL Originals label. The music for this captivating track Teri Galiyon Mein has been given by Javed-Mohsin, with heartfelt lyrics penned by Danish sabri. The music video for Teri Galiyon Mein has been skillfully directed by Sneha Shetty Kohli.
Teri Galiyon Mein Song Details:
Song: Teri Galiyon Mein
Singers: Mohammad Faiz
Music: Javed-Mohsin
Lyrics: Danish sabri
Director: Sneha Shetty Kohli
Music Label: VYRL Originals
Teri Galiyon Mein Lyrics
Raas na aaya mujhko tujhse dil lagana
Hasti hai yeh duniya mujhko kehke deweena
Yaad rakhega ek din saara yeh zamana
Aankhon mein aansu lekar mera muskurana
↔
Hai mere paas wahi jo gaya hai tu de kar
Teri galiyon mein phir raha hoon toota dil lekar
Bewafa ne bhi thukraya bewafa kehkar
Teri galiyon mein phir raha hoon toota dil lekar
Bewafa ne bhi thukraya bewafa kehkar
Yeh maanta hoon ishq se badhkar koi jaadu tona nahi
Jise tu khel ke tod de yeh dil hai khilona nahi
Yeh maanta hoon ishq se badhkar koi jaadu tona nahi
Jise tu khel ke tod de yeh dil hai khilona nahi
Duayein de rahe hain tujhko saare gham seh kar
Teri galiyon mein phir raha hoon toota dil le kar
Bewafa ne bhi thukraya bewafa keh kar
Teri galiyon mein phir raha hoon toota dil le kar
Bewafa ne bhi thukraya bewafa keh kar
Dhoondhne walon ko tu bata de mera pata hai teri galiyon mein
Dard mein dooba dil hai magar jeene ka mazza hai teri galiyon mein
Main hoon woh bejaan mohabaat jiski dawa hai teri galiyon mein
Duniya hai mandir masjid mein mera khuda hai teri galiyon mein
Bewafa ne bhi thukraya bewafa keh kar
Bewafa keh kar
Bewafa keh kar
Written by: Danish sabri

No comments:
Post a Comment