Main Manto Nahi Hoon OST Lyrics is a beautiful song from the new pakistani drama Main Manto Nahi Hoon 2025 sung by Saad Sultan presented by ARY Digital label. The music for this captivating track Main Manto Nahi Hoon OST has been given by Saad Sultan, with heartfelt lyrics penned by Saad Sultan. The music video for Main Manto Nahi Hoon OST has been skillfully directed by Nadeem Baig.
Main Manto Nahi Hoon OST Details:
Song: Main Manto Nahi Hoon OST
Drama: Main Manto Nahi Hoon 2025
Singers: Saad Sultan
Music: Saad Sultan
Lyrics: Saad Sultan
Director: Nadeem Baig
Music Label: ARY Digital
Main Manto Nahi Hoon OST Lyrics
Haan Main Wo To Nahi
Jo Tum Mujhe Samjhe
Bahaa Barsaat Nahin
Per Dono Ke Hai Charche
Main Baadal Jo Na Garje
Par Dhoop Mein Deta Saaya
O Mere Yaara
Tu Bin Hamaara
Hoga Na Guzaara Ab To
Dil Ne Pukara Saath Aisa Pyara
Milna Na Dobara Humko...
Waada Hai Ye Khud Se
Sachche Rahenge Tujh Se
Humko Ye Hai Khadshe
Ke Guzar Na Jaaye Had Se
Suno, Sabhi Wo Nahi
Jo Tumne Tha Socha
Laakh Tadbeer Karein
Jo Hona Hai Wo Hoga
Main Saahil Aur Tu Paani
Main Raja Aur Tu Meri Raani
O Mere Yaara
Tu Bin Hamaara
Hoga Na Guzaara Ab To
Dil Ne Pukara Saath Aisa Pyara
Milna Na Dobara Humko...
Heraan Hoon Dil Pe Ke
Kitna Hai Ye Sada
Maange Na Kuch Zyada
Bas Ek Sachcha Waada
Ke Dil Ka Armaan Hai
Tere Bin Jeena Na Gawara
O Mere Yaara
Tum Bin Hamaara
Hoga Na Guzaara Ab To
Dil Ne Pukaar Saath Aisa Pyara
Milna Dobara Humko...
O Mere Yaara
Tum Hamaara
Hoga Guzaara Ab To
Dil Ne Pukara Saath Aisa Pyara
Milna Na Dobara Humko...
Written by: Saad Sultan
