Ads Top

Kaafi raaton se Lyrics – Paradox | New Hindi Song 2026

Kaafi Raaton Se Lyrics is a new Hindi song sung by Paradox. The lyrics are written by Tanishq Kaur, while the music is composed by Ishh. Released under the Paradox music label, Kaafi Raaton Se features Paradox’s distinctive vocals with a contemporary musical arrangement. The song has a modern and melodic feel, making it an appealing track for fans of Hindi music. If you are searching for Kaafi Raaton Se lyrics, Kaafi Raaton Se song lyrics, Paradox Kaafi Raaton Se lyrics, Paradox new song, and the latest Hindi songs, this page provides all the important song details.

Kaafi raaton se Lyrics Paradox


Kaafi raaton se Lyrics – Paradox 

Kaafi Raaton Se Main Mila Nahi Hoon Shaamon Se
Kaafi Shaamon Se Main Mila Nahi Insaanon Se
Haal Mila Mujhe Zaroor Pareshaaniyon Se
Jo Dhoondhte Sawaal Hain Sawaal Ye Jawaabon Mein

Main To Dhoondhta Nishaan Be-nishaanon Mein
Chhodta Nishaan Hoon Zubaan Pe Deewanon Ke
Jaanoge? Mujhe Jaanoge Jab Miloge Zamaane Se
Zamaane Ko Pehchanoge?

Maanoge Kya Baat Meri Maanoge Kya?
Ke Upar Uth Chuka Hoon Ab Main Saare Ye Sawaalon Se
Oonchai Nahi Maapta Udaano Se
Aur Maapta Gehrai Milti Hai Bas Kinaaron Pe

Mujhe Milna Nahi Hai Ab Anjaanon Se
Mujhe Lagta Nahi Hai Mujhe Jaanoge
Aadi Ho Gaye Hain Ye Mere Gaanon Ke
Mere Hi Jaise Apne Ho Gaya Main Taraano Ke

Taraano Ke
Taraano Bahaano Ke Aasre Banata Nahi Bahaano Ke
Dhool Sa Shareer Mujhe Phir Se Daba Doge
Main Phool Ban Kar Aaunga Tum Raushni Hata Doge
Chhaon Sa Chhipna Chahoonga Tum Dhoondh Nikaaloge

Par Kya Dhoondh Paoge Wajood Mera Dhoondh Lena
Mil Jaaye Jo Sitaaron Mein
Khoob Kehna Alag Tha Insaanon Se
Chalo Main Miloonga Ab Misaalon Mein

Maanoge Kya Baat Meri Maanoge Kya?
Ke Kismat Maine Khoob Yoon Hi Baant Di Baazaaron Mein
Ab Khushi Baaki Khwaabon Se Hi Chheen Leta Hoon
Poora Karta Nahi Bas Waadon Ke Kareeb Baitha Hoon

Bhula Doge Galtiyan Bhula Doge Kya?
Gila Sach Mein Abhi Nahi Hai Laazmi In Raahon Pe
Kabhi Gaanon Ke Saharon Se Main Peed Sehta Hoon
Deewana Hoon Main Taaron Ke Nazdeek Rehta Hoon

Dheet Jaisa Hoon Khudi Ke Naseeb Jaisa Hoon
Aane Wala Hoon Kal Chakko Mein Rasee Kaisa Hoon
Maa-baap Ki Khushiyon Ko Main Jeet Kehta Hoon
Kaise Haar Jaaun Haar Ko Bhi Seekh Kehta Hoon

Kaafi raaton se Song Details: 

Song: Kaafi raaton se
Singer: Paradox
Lyricist: Tanishq Kaur
Music Director: Ishh
Music Label: Paradox

Kaafi raaton se Song Video

No comments:

Powered by Blogger.