Kunwar Saa Lyrics - Afsana Khan | New Hindi Song 2026
Kunwar Saa Lyrics is a new Hindi song by Afsana Khan, released in 2026. The song is sung by Afsana Khan, with lyrics written by Kaartoos and music produced by Erickk. The composition is by Guryan, while the music video is directed by Preet Bal. Released under the Wadhwa Productions label, Kunwar Saa brings together Afsana Khan’s expressive vocals with Erickk’s music production, Guryan’s composition, and Kaartoos’s lyrics. If you are looking for Kunwar Saa lyrics, Kunwar Saa song lyrics, Afsana Khan Kunwar Saa lyrics, Kunwar Saa Hindi song lyrics, or the latest new Hindi songs 2026, you can find the complete lyrics and song details here.
Kunwar Saa Lyrics - Afsana Khan
Andheri Raaton Ki Mulaaqaat Ko
Kabhi Dil Ka Anjaam Do
O Rani-rani Kehna Aapka
Kabhi Rani Sa Mukaam Do
Banna Tha Pagal Jitna Humein
Hum Ban Chuke Hain
Haan Ji Ban Chuke Hain
Kunwar Sa Ab Haq Na Jataya Karo Ji
Thaare Hisse Ke Hum Mar Chuke Hain
Kunwar Sa Ab Haq Na Jataya Karo Ji
Thaare Hisse Ke Hum Mar Chuke Hain
Kunwar Sa Kunwar Sa
Aankhon Ki Havas Se Jismon Ke Gher Tak
Pyaar Bhi Bazaaru Bana Diya Hai
Aankhon Ki Havas Se Jismon Ke Gher Tak
Pyaar Bhi Bazaaru Bana Diya Hai
Ginti Kahan Thi Humse Toote Dilon Ki
Dil Apna Hi Choor Kara Liya Hai
Aapke Jhoothe-moothe Pyaar-vyaar Se
Hum Haar Chuke Hain
Haan Ji Haar Chuke Hain
Kunwar Sa Ab Haq Na Jataya Karo Ji
Thaare Hisse Ke Hum Mar Chuke Hain
Kunwar Sa Ab Haq Na Jataya Karo Ji
Thaare Hisse Ke Hum Mar Chuke Hain
Kunwar Sa Kunwar Sa
Baatein Kisi Ke Sang Raatein Kisi Ke Sang
Aashiq Ki Yeh Toh Riwaayat Nahi Hai
Nocha Humari Rooh Ko Kharocha Hai
Mohabbat Hai Teri Tawaif Nahi Hai
Jo Pagal Bana De Anjaam-e-mohabbat Se
Dar Chuke Hain Haan Ji Dar Chuke Hain
Haan Ji Dar Chuke Hain
Kunwar Sa Ab Haq Na Jataya Karo Ji
Thaare Hisse Ke Hum Mar Chuke Hain
Kunwar Sa Ab Haq Na Jataya Karo Ji
Thaare Hisse Ke Hum Mar Chuke Hain
Kunwar Sa Kunwar Sa
Kunwar Sa Ab Haq Na Jataya Karo Ji
Jataya Karo Ji Jataya Karo Ji
Kunwar Sa Ab Haq Na Jataya Karo Ji
Kunwar Sa Ab Haq Na Jataya Karo Ji
Thaare Hisse Ke Hum Mar Chuke Hain
Kunwar Sa Kunwar Sa
Kunwar Saa Song Details:
Song: Kunwar Saa
Singer: Afsana Khan
Music: Erickk
Lyrics: Kaartoos
Composer: Guryan
Directed By: Preet Bal
Label: Wadhwa Productions

No comments:
Post a Comment