Ads Top

Tasveer Lyrics - Rahat Fateh Ali Khan & Abrar Ul Haq | New Song 2026

Tasveer Song is a new Pakistani song featuring the powerful vocals of Rahat Fateh Ali Khan and Abrar-ul-Haq. The lyrics are penned by Asim Raza Chaudhry, while the music is composed by Abrar Ul Haq and Umair Hassan. The song features Sonya Husayn, and the music video is directed by Jibran Khan and Munib Nawaz. Released under the Abrar Ul Haq & Beyond Records music label, Tasveer brings together soulful vocals, meaningful lyrics, and a modern Pakistani musical style. If you are searching for Tasveer lyrics, Tasveer song lyrics, Rahat Fateh Ali Khan Tasveer, Abrar Ul Haq Tasveer, Tasveer new song 2026, and the latest Pakistani songs, this page provides all the important song details.

Tasveer Lyrics Rahat Fateh Ali Khan & Abrar Ul Haq


Tasveer - Rahat Fateh Ali Khan & Abrar Ul Haq 

Uski Tasveer Padi Hai Meri Tasveer Ke Saath
Uski Tasveer Padi Hai Meri Tasveer Ke Saath
Jis Tarah Khwaab Ko Rakh De Koi Taabeer Ke Saath
Jis Tarah Khwaab Ko Rakh De Koi Taabeer Ke Saath

Main Kisi Simt Bhi Chal Doon Wahin Laut Aata Hoon
Main Kisi Simt Bhi Chal Doon Wahin Laut Aata Hoon
Main Kisi Simt Bhi Chal Doon Wahin Laut Aata Hoon
Usne Azaad Kiya Hai Mujhe Zanjeer Ke Saath
Usne Azaad Kiya Hai Mujhe Zanjeer Ke Saath

Mere Khat Aur Meri Nazmein Bhi Mere Saath Rakho
Mere Khat Aur Meri Nazmein Bhi Mere Saath Rakho
Mere Khat Aur Meri Nazmein Bhi Mere Saath Rakho
Mujhko Matti Mein Utaaro Meri Jaageer Ke Saath
Mujhko Matti Mein Utaaro Meri Jaageer Ke Saath

Ab Koi Jodne Aaye To Bikhar Jaata Hoon
Ab Koi Jodne Aaye To Bikhar Jaata Hoon
Ab Koi Jodne Aaye To Bikhar Jaata Hoon
Usne Toda Bhi Hai Mujhko Badi Tadbeer Ke Saath
Usne Toda Bhi Hai Mujhko Badi Tadbeer Ke Saath

Tasveer Song Details: 

Song: Tasveer 
Artist: Abrar Ul Haq, Rahat Fateh Ali Khan 
Lyricist: Asim Raza Chaudhry 
Musician: Abrar Ul Haq, Umair Hassan 
Cast: Sonya Husayn 
Director: Jibran Khan, Munib Nawaz 
Music Label: Abrar ul haq & Beyond Records

Tasveer Song Video

No comments:

Powered by Blogger.