Waade Saare Lyrics - Jubin Nautiyal | New Hindi Song 2026
Waade Saare is a soulful romantic song sung by Jubin Nautiyal. The music was composed, produced, and arranged by Shubham Srivastava, while the lyrics were penned by Kaushal Kishore. The song beautifully expresses love, promises, emotions, and the commitment between two people.
Waade Saare Lyrics - Jubin Nautiyal
Jism mein tha tu
Jaan ke jaise
Aise kaise dono kho gaye
Aaya tujhe na
Ishq nibhana
Tum bhi auron jaise ho gaye
Nahi yeh nahi, yeh toh nahi hone wala tha na
Kaise dono bichhad gaye
Vaade saare kidhar gaye
Kaise dono bichhad gaye
Yeh toh nahi hone wala tha na
Dil se kaise utar gaye
Ek dard ka samandar
Tanha main jiske andar
Jahaan gham har dam dil mein chubhta rahe
Bheegi hui yeh aankhein
Kahaan chhoda tune laa ke
Yeh zakham hai sitam, tumse humdam mile
Maangu ab toh main rab se bas yahi
Mar jayenge na milenge phir kabhi
Yeh toh nahi hone wala tha na
Waade saare kidhar gaye
Kaise dono bichhad gaye
Waade saare kidhar gaye
Kaise dono bichhad gaye
Mera dil meri jaan, jaise jalta jahan
Sab kuch mera barbaad hua
Ho gaya hai juda, jo tha mera khuda
Jaise jism se rooh azaad hua
Waade saare kidhar gaye
Waade Saare Song Details:
Song: Waade Saare
Singer: Jubin Nautiyal
Music Composer: Shubham Srivastava
Lyrics: Kaushal Kishore
Music Produced & Arranged by: Shubham Srivastava
Guitars/Piano: Shubham Srivastava
Recorded at: Jubin Studios
Mixed & Mastered by: Eric Pillai at Future Sound of Bombay
Assistant Mixing Engineer: Michael Edwin Pillai
Music Label: T-Series

No comments:
Post a Comment