Ads Top

Haseeno Lyrics - Vishal Dadlani | Dhoom Dhaam 2025

Haseeno Lyrics is a beautiful song from the new movie Dhoom Dhaam 2025 sung by Vishal Dadlani and presented by the Panorama Music label. The music for this captivating track Haseeno has been given by Shor Police,  with heartfelt lyrics penned by Siddhant Kaushal. The music video for Haseeno has been skillfully directed by Rishabh Seth.


Haseeno Lyrics Vishal Dadlani Dhoom Dhaam 2025


Haseeno Song Details: 

Song: Haseeno
Movie: Dhoom Dhaam 2025
Singers: Vishal Dadlani 
Music: Shor Police
Lyrics: Siddhant Kaushal
Director: Rishabh Seth
Music Label: Panorama Music

Haseeno Lyrics 

Raat Ke Sharaare
Chaabuk Se Jo Maarien
Dhadkanein Yeh Darr Gayi
Darr Ke Gunaah Kar Gayi

Junglee Ishaare
Ghair Ke Shikaar Maarien
Saazishon Mein Sharm Yeh
Sulag Ke Tabaah Ho Gayi

Kho Gaya Hai Chain Jaise Udti Tashtari
Junoon Se Bhari Aye Pariyon
O Meethi Meethi Koyalon
Jaane Do Na Jaane Do

Aye Ya Aye Ya Bakhsh Do Haseeno
Aye Ya Aye Ya Zaalim Shauqeeno
Aye Ya Aye Ya Bakhsh Do Haseeno O

Chhoona Na Chhoona Na
Dekh Magar Pyaar Se
Makhmal Si Mehfil Mein
Door Se Nihaar Le

Tezaabi Kinaare Hain
Kinaaron Mein Doobe Jaa Re Hain Hai Na

Dil Sehma
Yeh Saansien Sehmi
O Reshami Chhuriyon
O Zehreeli Beriyon
Jaane Do Na Jaane Do

Aye Ya Aye Ya Bakhsh Do Haseeno
Aye Ya Aye Ya Zaalim Shauqeeno
Aye Ya Aye Ya Bakhsh Do Haseeno O

Aye Ya Aye Ya Bakhsh Do Haseeno
Qaatil Nageeno Bakhsh Do Haseeno O

Written by: Siddhant Kaushal


Haseeno Music Video



No comments:

Powered by Blogger.