Ads Top

Mahadev Ka Vivah Lyrics - Hansraj Raghuwanshi | New Hindi Song 2025

Mahadev Ka Vivah Lyrics is a beautiful song sung by Hansraj Raghuwanshi and presented by the Hansraj Raghuwanshi Music label. The music for this captivating track Mahadev Ka Vivah has been given by Rattan Sidhu,  with heartfelt lyrics penned by Raviraj. The music video for Mahadev Ka Vivah has been skillfully directed by Director Jamie.


Mahadev Ka Vivah Lyrics Hansraj Raghuwanshi


Mahadev Ka Vivah Song Details: 

Song: Mahadev Ka Vivah
Singers: Hansraj Raghuwanshi
Music: Rattan Sidhu
Lyrics: Raviraj
Director: Director Jamie 
Music Label: Hansraj Raghuwanshi Music

Mahadev Ka Vivah Lyrics 

Mangalam Bhagwan Vishnuh Mangalam Garudadhwajah
Mangalam Pundari Kakshah Mangalaya Tano Harih

Mere Mahadev Ka Vivah Nachna to Banta Hai
Mere Mahadev Ka Vivah Nachna to Banta Hai
Shor Machayenge Bhang Chadhayenge Shor Machayenge Bhang Chadhayenge
Itana to Chalta Hai Sambhu

Mere Mahadev Ka Vivah Nachna to Banta Hai
Mere Mahadev Ka Vivah Nachna to Banta Hai

Ham Bhi Barati Hai Naath Ki Barat Ke
Bhuton Pareto Ko Laya Sambhu Saath Mein
Thumka Laga Do Jara Tum Bhi Iss Baat Pe
Kitane Pyare Lag Rahe Shiv Gaura Ek Saath Mein

Dj Bajayenge Sabko Nachayenge Dj Bajayenge Sabko Nachayenge
Itana to Chalta Hai
Mere Mahadev Ka Vivah Nachna to Banta Hai
Mere Mahadev Ka Vivah Nachna to Banta Hai

Apne Dule Raja Ki Wahva Kya Baat Hai
Saadi Mein Shaamil Huyi Puri Kaynat Hai
Rushi Muni Dev Tino Lok Rahe Naach Hai
Pata Chal Raha Hai Shivratri Ki Raat Hai

Patakhe Jalayenge Sahar Jagmagayenge
Patakhe Jalayenge Sahar Jagmagayenge
Itana to Chalta Hai
Mere Mahadev Ka Vivah Nachna to Banta Hai
Mere Mahadev Ka Vivah Nachna to Banta Hai

Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum
Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum
Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum
Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum Bum

Ham Tarange Huye Hai Bhole Ke Rang Mein
Butti Macha Rahi Hai Halla Ang Ang Mein
Apne Gauri Shankar Ki Saadi Ke Jashan Mein
Hansraj Raviraj Nache Ek Sang Mein

Dharti Hilayenge Pagle Ho Jayenge
Dharti Hilayenge Pagle Ho Jayenge
Itana to Itana to Itana to Chalta Hai Sambhu

Mere Mahadev Ka Vivah Nachna to Banta Hai
Mere Mahadev Ka Vivah Nachna to Banta Hai
Mere Mahadev Ka Vivah Nachna to Banta Hai
Mere Mahadev Ka Vivah Nachna to Banta Hai

Written by: Raviraj


Mahadev Ka Vivah Music Video



No comments:

Powered by Blogger.