Dastakhat OST Lyrics - Sehar Gul Khan | Hum Tv Drama 2025
Dastakhat OST Lyrics is a beautiful song from the new Pakistani drama Dastakhat 2025 sung by Sehar Gul Khan and presented by HUM TV Label. The music for this captivating track Dastakhat OST has been given by Asim Raza, with heartfelt lyrics penned by Asim Raza. The music video for Dastakhat OST has been skillfully directed by Abdullah Badini.
Dastakhat OST Details:
Song: Dastakhat
Drama: Dastakhat 2025
Singers: Sehar Gul Khan
Music: Asim Raza
Lyrics: Asim Raza
Director: Abdullah Badini
Music Label: HUM TV
Dastakhat OST Lyrics
Kar Dardaan Da Koi Khulaasa Vey
Kar Dardaan Da Koi Khulaasa Vey
Kol Be Ke Tu De Jaa Dilasa Vey
Kol Be Ke Tu De Jaa Dilasa Vey
Tere Naam Ke Dastakhat Dil Par
Tere Naam Ke Dastakhat Dil Par
Inhe Dil Se Mitta Ke Mat Jao
Inhe Dil Se Mitta Ke Mat Jao
Tere Bin Kahin Mar Hi Na Jayein Hum
Tere Bin Kahin Mar Hi Na Jayein Hum
Itna Tou Sata Ke Mat Jao
Mujhe Dil Se Mitta Ke Mat Jao
Humein Tere Bharosay Jeena Tha
Yeh Bharosay Hum Ko Maar Gye
Tere Pyar Mein Jo Bhi Zakhm Sahe
Woh Dard Mere Bekaar Gye
Humein Dil Se Nikalay Bethe Ho
Aur Ankhein Phair Ke Jatay Ho
Hum Tum Ko Jeetnay Aaye The
Lo Maana Ab Hum Haar Gye
Hum Ne Jo Sath Guzara Hai
Hum Ne Jo Sath Guzara Hai
Who Waqt Bhula Ke Mat Jao
Mujhe Dil Se Mitta Ke Mat Jao
Kar Dardaan Da Koi Khulaasa Vey
Kar Dardaan Da Koi Khulaasa Vey
Kol Be Ke Tu De Jaa Dilasa Vey
Kol Be Ke Tu De Jaa Dilasa Vey
Written by: Asim Raza

No comments:
Post a Comment