Ads Top

Guzaarishein Lyrics - Samar Jafri & Alistair Alvin | Parwarish ARY Digital Drama 2025

Guzaarishein Lyrics is a beautiful song from the new drama Parwarish 2025 sung by Samar Jafri & Alistair Alvin and presented by ARY Digital label. The music for this captivating track Guzaarishein has been given by Samar Jafri, with heartfelt lyrics penned by Samar Jafri. The music video for Guzaarishein has been skillfully directed by Meesam Naqvi.


Guzaarishein Lyrics Samar Jafri & Alistair Alvin Parwarish ARY Digital Drama 2025


Guzaarishein Song Details: 

Song: Guzaarishein
Drama: Parwarish
Singers: Samar Jafri & Alistair Alvin
Music: Samar Jafri
Lyrics: Samar Jafri
Director: Meesam Naqvi
Music Label: ARY Digital

Guzaarishein Lyrics 

Jeena Main Chaahun Par Rukaawaten 
Itni Kyun Aati Hain Bilawajeh 

Dil Main Jo Tha Hum Na Bata Sake
Itne The Jo Ghum Kya Bayaan Karen

Kehte Hum Koi Kyun Na Suna Kare

Maula Main, Koi Kyun Bata Sake
Kaisi Hai Qismat Ki Yeh Saazishen

Sun Le Tu Dil Ki Yeh Shikayaten 
Meri Hai Tujhse Yeh Guzaarishen
↔
Sun Le Tu Dil Ki Yeh Shikayaten 
Meri Hai Tujhse Yeh Guzaarishen

Khud Ko Main Bharun 
Warna Mera Dil Ghabraaye

Andar Ke Bhare Taaze Dukh
Dil Mera Chhupaye

Haal Mera Jo Tha 
Kya Bayaan Karta

Dil Se Jo Manga 
Kya Mujhe Mila?

Khamoshi Mein Hum Ne Hai Kiya Gila

Maula Main, Koi Kyun Bata Sake
Kaisi Hai Qismat Ki Yeh Saazishen

Sun Le Tu Dil Ki Yeh Shikayaten 
Meri Hai Tujhse Yeh Guzaarishen

Maula Main, Koi Kyun Bata Sake
Kaisi Hai Qismat Ki Yeh Saazishen

Sun Le Tu Dil Ki Yeh Shikayaten 
Meri Hai Tujhse Yeh Guzaarishen

Written by: Samar Jafri


Guzaarishein Music Video



5 comments:

Anonymous

I love all songs of Samarjafri because I am her sister

Arslan Khalid

yeah we love to :-)

hum apke hai konn

nice song infact all the songs are just miracle❤️👍

Anonymous

Really?

Anonymous

Are you sister?

Powered by Blogger.