Lahoo Lyrics - Sonu Nigam | Ground Zero 2025
Lahoo Lyrics is a beautiful song from the new movie Ground Zero 2025 sung by Sonu Nigam and presented by Zee Music Company Label. The music for this captivating track Lahoo has been given by Tanishk Bagchi & Krishna Kishor, with heartfelt lyrics penned by Rashmi Virag. The music video for Lahoo has been skillfully directed by Tejas Prabha Vijay Deoskar.
Lahoo Song Details:
Song: Lahoo
Movie: Ground Zero 2025
Singer: Sonu Nigam
Music: Tanishk Bagchi & Krishna Kishor
Lyrics: Rashmi Virag
Director: Tejas Prabha Vijay Deoskar
Music Label: Zee Music Company
Lahoo Lyrics
Bas Ik Dafa Se Kya Hoga
100 Baar Yeh Jaan Nikalne Do
Yeh Saans Meri Mujhko Naa Do
Ise Vatan Ke Naam Hi Rehne Do
Thoda Aur Zameen Se Lipatkar
In Do Aankhon Ko Rone Do
Thoda Aur Rago Se Nikal Kar
Ise Apni Maati Ko Rangne Do
Thoda Aur Lahoo Behne Do
Behne Do Behne Do
Thoda Aur Lahoo Behne Do
Behne Do Behne Do
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho
Taiyaar Vatan Teri Khatir Hum
Dushman Ki Jaan Nigalne Ko
Chahe Jisam Mare Par Rooh Lade
Haarenge Nahi Chahe Kuch Bhi Ho
Thoda Aur Zameen Se Lipatkar
In Do Aankhon Ko Rone Do
Thoda Aur Rago Se Nikal Kar
Ise Apni Maati Ko Rangne Do
Thoda Aur Lahoo Behne Do
Behne Do Behne Do
Thoda Aur Lahoo Behne Do
Behne Do Behne Do
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho
Ho Ho Ho Ho
Written by: Rashmi Virag

No comments:
Post a Comment