Ooncha Asmaan Lyrics - Shankar Mahadevan | Waves 2025
Ooncha Asmaan Lyrics is a beautiful song from the new album Waves 2025 sung by Shankar Mahadevan and presented by T-Series Label. The music for this captivating track Ooncha Asmaan has been given by Shankar Mahadevan, with heartfelt lyrics penned by Prasoon Joshi.
Ooncha Asmaan Song Details:
Song: Ooncha Asmaan
Album: Waves 2025
Singers: Shankar Mahadevan
Music: Shankar Mahadevan
Lyrics: Prasoon Joshi
Music Label: T-Series
Ooncha Asmaan Lyrics
Ooncha
Ooncha
Ooncha
Ooncha
Ooncha
Ooncha Aur Ooncha Utha Diya Hai Aasmaan
Pankh Hain Betaab Humko Aur Bharni Hai Udaan
Jod Do Jod Do Laksh Saare Jod Do
Judke Hum Mud Chale Sang Le Zara Jahaan Ooncha
Waves Oh Waves
Chalo Nayi Leher Lehraate Hain
Lehraate Hain
Waves Oh Waves
Sang Milke Kuch Naya Rachaate Hain
Rachaate Hain
Waves Oh Waves
Chalo Nayi Leher Lehraate Hain
Lehraate Hain
Waves Oh Waves
Sang Milke Kuch Naya Rachaate Hain
Rachaate Hain
Aisa Raag Chhedenge
Aisa Sur Se Sur Milte Jaayein
Sapne Hain Bechain Ab
Woh Zid Karke Sach Ho Jaayein
Nayi Hawayein Nayi Dishayein
Humein Bulati Hain Raahein
Khola Aur Khola Afsar Ka Dwaar Khola
Milke Karna Hai Bharat Ka Mann Yeh Bola
Judke Hum Ud Chale Sang Le Zara Jahaan Ooncha
Waves Oh Waves
Chalo Nayi Leher Lehraate Hain
Lehraate Hain
Waves Oh Waves
Sang Milke Kuch Naya Rachaate Hain
Rachaate Hain
Waves Oh Waves
Chalo Nayi Leher Lehraate Hain
Lehraate Hain
Waves Oh Waves
Sang Milke Kuch Naya Rachaate Hain
Rachaate Hain
Waves Oh Waves
Waves Oh Waves
Written by: Prasoon Joshi

No comments:
Post a Comment