Ads Top

Dil Thaam Ke Lyrics - Rashmeet Kaur & Rana Mazumder | Maalik 2025

Dil Thaam Ke Lyrics is a beautiful song from the new movie Maalik 2025 sung by Rashmeet Kaur & Rana Mazumder and presented by the Tips Official label. The music for this captivating track Dil Thaam Ke has been given by Sachin - Jigar, with heartfelt lyrics penned by Amitabh Bhattacharya. The music video for Dil Thaam Ke has been skillfully directed by Pulkit. 


Dil Thaam Ke Lyrics Rashmeet Kaur & Rana Mazumder Maalik 2025


Dil Thaam Ke Song Details: 

Song: Dil Thaam Ke
Movie: Maalik 2025
Singers: Rashmeet Kaur & Rana Mazumder
Music: Sachin - Jigar
Lyrics: Amitabh Bhattacharya 
Director: Pulkit
Music Label: Tips Official

Dil Thaam Ke Lyrics 

Hoke tere rahe na kisi kaam ke
O ho hoke tere rahe na kisi kaam ke
Teri raahon mein baithe hai dil thaam ke thaam ke
Teri raahon mein baithe hai dil thaam ke

Ab thikane rahe na subah shaam ke
Teri raahon mein baithe hai dil thaam ke thaam ke
Teri raahon mein baithe hai dil thaam ke

Apna bana le mar jayenge warna
Tum na mile to ji ke bhi kya hai karna
Apna bana le mar jayenge warna
Tum na mile to ji ke bhi kya hai karna

Hamko nahi aashiko ki kami
Har dil ka armaan hai sab hami
Ye kambkht phir bhi hamari najar
Tujhi pe hai jake thami

Muntjir hai teri aake paigham ke
Ho muntjir hai teri aake paigham ke
Kab talak ham jiyenge yun dil thaam ke thaam ke
Teri raahon mein baithe hai dil thaam ke

Apna bana le mar jayenge warna
Tum na mile to ji ke bhi kya hai karna
Apna bana le mar jayenge warna
Tum na mile to ji ke bhi kya hai karna


 Written by: Amitabh Bhattacharya 

Dil Thaam Ke Music Video



No comments:

Powered by Blogger.