Naamumkin Lyrics - Sachin-Jigar, Varun Jain & Shreya Ghoshal | Maalik 2025
Naamumkin Lyrics is a beautiful song from the new movie Maalik 2025 sung by Sachin-Jigar, Varun Jain & Shreya Ghoshal and presented by the Tips Official label. The music for this captivating track Naamumkin has been given by Sachin - Jigar, with heartfelt lyrics penned by Amitabh Bhattacharya. The music video for Naamumkin has been skillfully directed by Pulkit.
Naamumkin Song Details:
Song: Naamumkin
Movie: Maalik 2025
Singers: Sachin-Jigar, Varun Jain & Shreya Ghoshal
Music: Sachin - Jigar
Lyrics: Amitabh Bhattacharya
Director: Pulkit
Music Label: Tips Official
Naamumkin Lyrics
Hai naamumkin hai naamumkin
Bina tere mera hona hai naamumkin
Yeh ankaha sa jo waada hai
Aadha mera tera aadha hai
Tujh bin bemaani si raatein hain
Tu na ho toh khaamakhaa ke hain yeh din
Hai naamumkin
Hai naamumkin
Hai naamumkin
Hai naamumkin
Bina tere mera hona
Hai naamumkin
Teri khaatir toh kya kya
Main karna chaahta hoon
Tere sapno mein rang saaton
Main bharna chaahta hoon
Yakeen na ho agar toh
Mujhe tu aazma le
Teri har aazmaaish se
Guzarna chaahta hoon
Haan tujhko kuch saabit na karna hai
Bas meri jaan itna karna hai
Humse kareeb hi rehna hai
Meri nazar se yeh chehra hataaye bin
Hai naamumkin
Hai naamumkin
Hai naamumkin
Hai naamumkin
Bina tere mera hona
Hai naamumkin
Written by: Amitabh Bhattacharya

No comments:
Post a Comment