Jaan Se Zyada Lyrics - Maahi | New Hindi Song 2025
Jaan Se Zyada Lyrics is a beautiful song sung by Maahi presented by the Saregama Music label. The music for this captivating track Jaan Se Zyada has been given by Raees & Zain - Sam, with heartfelt lyrics penned by Rashmi Virag. The music video for Jaan Se Zyada has been skillfully directed by Rajdip Ray.
Jaan Se Zyada Song Details:
Song: Jaan Se Zyada
Singers: Maahi
Music: Raees & Zain - Sam
Lyrics: Rashmi Virag
Director: Rajdip Ray
Music Label: Saregama Music
Jaan Se Zyada Lyrics
Ye Alag Baat Hai
Tu Nahi Saath Hai
Meri Aankhon Mein Bas
Ek Tera Khwaab Hai
Maine Mana Ke Tu
Thoda Naraaz Hai
Jo Hua So Hua
Ab Suno to Zara
Tumhe Jaan Se Zyada
Sare Jahaan Se Zyada
Pyaar Karne Ka Socha Hai
Socha Hai
Tumhe Jaan Se Zyada
Sare Jahaan Se Zyada
Pyaar Karne Ka Socha Hai
Socha Hai
Teri Tasveer Banake
Aankho Mein Usko Sajake
Raat Din Dekha Karta Hoon
Baatein Mein Karta Hoon
Tumhaare Naam Ke Aage
Main Apna Naam Lagake
Likhta Mitta Ta Rehta Hoon
Main Bus Yehi Karta Hoon
Bin Tumhaare Sanam Mar Na Jaaun Kahin
Ye Alag Baat Hai Tumse Kehta Nahi
Tumhe Jaan Se Zyada
Sare Jahaan Se Zyada
Pyaar Karne Ka Socha Hai
Socha Hai
Tumhe Jaan Se Zyada
Sare Jahaan Se Zyada
Pyaar Karne Ka Socha Hai
Socha Hai
Written by: Rashmi Virag

No comments:
Post a Comment