Kaali Raatein Lyrics - Abhinav Shekhar & Pratiksha Vashishtha | Nikita Roy 2025
Kaali Raatein Lyrics is a beautiful song from the new movie Nikita Roy 2025 sung by Abhinav Shekhar & Pratiksha Vashishtha and presented by the Saregama Music label. The music for this captivating track Kaali Raatein has been given by Abhinav Shekhar, with heartfelt lyrics penned by Abhinav Shekhar. The music video for Kaali Raatein has been skillfully directed by Kush Sinha.
Kaali Raatein Song Details:
Song: Kaali Raatein
Movie: Nikita Roy 2025
Singers: Abhinav Shekhar & Pratiksha Vashishtha
Music: Abhinav Shekhar
Lyrics: Abhinav Shekhar
Director: Kush Sinha
Music Label: Saregama Music
Kaali Raatein Lyrics
Kaali Raatein
Dhundta Raha main sach se kya hai mera vaasta
Sahi galat ke beech me bhatak Gaya main raasta
Zindagi ki kaid me phasa to Jaana paya main
Sach se bada Na jhooot koi, Bolte hain sab yaha
Hai Bura
Zamana ho Rakha hai Bura
Na Raha
Bharosa ab kisi pe Na raha
Lag Raha
Akelepan se dar hai lag raha
Ja raha
Savera door mujhse ja raha
Kaali hain, raatein ye Kaali hain
Kaali hain, raatein ye Kaali hain
Jaali hai duniya ye jaali hai
Kaali hain, raatein ye Kaali hain
Gehre khamoshi me
Sach ki dewaare hain
Parde farebi hain
Jhooti daraare hain
Dhundta Raha main sach se kya hai mera vaasta
Sahi galat ke beech me bhatak Gaya main raasta
Zindagi ki kaid me phasa to Jaana paya main
Sach se bada Na jhooot koi, Bolte hain sab yaha
Kaali hain, raatein ye Kaali hain
Kaali hain, raatein ye Kaali hain
Jaali hai duniya ye jaali hai
Kaali hain, raatein ye Kaali hain
Written by: Abhinav Shekhar

No comments:
Post a Comment