Soona Soona Lyrics - Saumya Upadhyay | Nikita Roy 2025
Soona Soona Lyrics is a beautiful song from the new movie Nikita Roy 2025 sung by Saumya Upadhyay and presented by the Saregama Music label. The music for this captivating track Soona Soona has been given by Abhinav Shekhar, with heartfelt lyrics penned by Abhinav Shekhar. The music video for Soona Soona has been skillfully directed by Kush Sinha.
Soona Soona Song Details:
Song: Soona Soona
Movie: Nikita Roy 2025
Singers: Saumya Upadhyay
Music: Abhinav Shekhar
Lyrics: Abhinav Shekhar
Director: Kush Sinha
Music Label: Saregama Music
Soona Soona Lyrics
Dard hota hai kya
Na mujhe tha pata
Dil bhi rota hai kya
Tu hi jaane khuda
Jaan ke bhi ye Dard Diya
Dil Mera Na Kahi ka raha
Puchte mere aansu Kaisi
teri khudaiyaan
(Soona soona
Laage ye jaha)x2
(Teri kami) x3
Khuda bhi bhar paye na
Teri saari baatein
Ab Yaad aati hain
Teri har vo yaadein
Aankhen bhar jaati hain
Gumshuda sa Lage
Bin tere bin tere
Dard si raat hai
Jakhm se din mere
Tera, sar pe Na Saaya hai
Tune rulaya hai
Kam kyu na Hoti Rabba
Ye tanhaiyaan
(Soona soona
Laage ye jaha)x2
(Teri kami)x3
Khuda bhi bhar paye na
Written by: Abhinav Shekhar

No comments:
Post a Comment